Roman script

aashiya apna luta, apni najar ke samne

aashiya apna luta, apni najar ke samne

hoke beghar hum khade hai

hoke beghar hum khade hai

apne ghar ke samne

apne ghar ke samne

tu hi bata ae aasma

hum bewatan jaye kaha

hum aah bharte rah gaye

fariyad karte rah gaye

thukra ke aaho zaariya

jalim ne luta aashiya

tu hi bata ae aasma

hum bewatan jaye kaha

barbad hokar hum chale

hum raah ranjo gham chale

barbad hokar hum chale

hum raah ranjo gham chale

ae bekasi jaye kaha

ae bekasi jaye kaha

manzil na, manzil ka nishan

manzil na, manzil ka nishan

tu hi bata ae aasma

hum bewatan jaye kaha

dil ranjo gham se chur hai

fariyad par majbur hai

chal ab tu, dil e naatwa

takdir le jaye jaha

tu hi bata ae aasma

hum bewatan jaye kaha

tu hi bata

Explore this song