Roman script
aashiqo se bas yahi ek iltiza hai meri mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat na karna aashiqo se bas yahi ek iltiza hai meri mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat na karna rabba, mere rabba duhai hai duhai rabba, mere rabba duhai hai duhai diwano ki kismat me likhi kyu judai chah ke bhi hum mil na paye ho ke juda kahi mar na jaye meri tarah se dekho tum, na aahe bharna mohabbat mohabbat na karna mohabbat na karna mohabbat na karna na teri khata hai na meri khata hai na teri khata hai na meri khata hai kya hai majburi humko ye pata hai aankho me aansu, dil me hai duwaye koi sune na apni sadaye chhup chhup ke mere jaise tum bhi na marna mohabbat mohabbat na karna
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Paayal (1992)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Himalaya
- Actor: Bhagyashree
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Anu Kapoor
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Ishrat Ali
Song video
singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
actor: Farida Jalal, Bhagyashree, Raju Shreshtha, Himalaya, Tiku Talsania