Roman script

ta ra ra ram ta ra ra ram ta ra ra ra ram 

ta ra ra pam ta ra ra pam ta ra ra ra pam pam 

hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya 

are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

dekho dekho duniya valo, hamne pakadi titaliyaa 

ishq ki ishaaron pe naachengi ye kathputliyaa 

naachengi ye kathputliyaa 

hay aashiqo ne husn par, julam dulam kar diya 

jo na karna chahiye tha, wo bhi aaj kar diya 

jo na karna chahiye tha, wo bhi aaj kar diya

hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya 

are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

ta ra ra ra ta ra ra pam pam 

dekho dekho husn ki zehar bhari pyaaliyan 

aashiqo ke dil ko dase naagine ye kaaliya 

naagine ye kaaliya 

jhumti hain 

are jhumti hain ye bin par bajaao jara taaliyan 

bajaao jara taaliyan 

hoye aashiqo ne husn ko tang tang kar diya 

ishq ki pitaariyon me band band kar diya 

ishq ki pitaariyon me band band kar diya 

aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya 

are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

dhulki dhulki chaal me aayi dikhaati mastiya 

dhulki dhulki chaal me aayi dikhaati mastiya 

aashiqo ke dilo ki ujaadati hain ye bastiya 

ishq ki lagaam se kaabu me hai ye hastiyan 

ishq ki lagaam se kaabu me hai ye hastiyan 

d da dor d da dor d da urr 

d da dor d da dor d da urr 

hoye aashiqo ne husn ka haal bura kar diya 

haddiyon ko pasliyon ko chur chur kar diya 

haddiyon ko pasliyon ko chur chur kar diya 

hoye aashiqo ne husn ko, ulat palat kar diya 

are nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

nikal gai akad makad, sar ko nicha kar diya

Explore this song