Roman script

aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge 

ya to tujhse pyar karenge 

ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge 

duniya me tu hi hamara hame, majdharo me kinara hame 

tu hi tu hai najara hame, jindagi ko chhod na bhi pyara hame 

tere dil me pyar banke ham utar jayenge 

tere dil me pyar banke ham utar jayenge

ya to tujhse pyar karenge 

ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge 

aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge 

aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge 

mujhe chhod kar tum kaha jaoge, jamane me jake daga paoge 

jao kahi tum lautkar aaoge, meri jaisi duniya kaha paoge 

tere sath sath hi wapas ghar ko jayenge 

tere sath sath hi wapas ghar ko jayenge 

ya to tujhse pyar karenge 

ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge 

aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge 

aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge

Explore this song