Roman script

aashik hai pagal hai, kehne se darta hai

aashik hai pagal hai, kehne se darta hai

aata nahi pyar jatana, pyar ye kaise karta hai

are mujhko sambhalo yaaro

mujhko bacha lo yaro mai to gaya kaam se 

kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se

diwana mujhe kehta hai sara zamana

diwana mujhe kehta hai sara zamana

aashik hu pagal hu, kehne se darta hu

ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu

rehti hai aankho me lekin meri baaho me aati nahi

aati hai sapno me par vo dil ki raaho me aati nahi

are badi majburi hai, milna zaruri hai darta hu anjam se

kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se

diwana mujhe kehta hai sara zamana

diwana mujhe kehta hai sara zamana

aashik hu pagal hu, kehne se darta hu

ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu

ai poragi ikde ye, kuthe chalali ikde ye

nakhra tu su kare chhe, bagicha ma chal marishe

o dil mera bole sath mere ho le, jati hai bach ke kaha he

ek din ye hona hai apna jadu us par bhi chal jayega

he dil mera kehta hai dil uska bhi ek din pighal jayega

are mere khyalo me, mere hi khwabo me rehti hai aaram se

kaise mai batau use, kya samajhau use mai to gaya kaam se

diwana mujhe kehta hai sara zamana

diwana mujhe kehta hai sara zamana

aashik hu pagal hu, kehne se darta hu

ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu

diwana mujhe kehta hai sara zamana

diwana mujhe kehta hai sara zamana

Explore this song