Roman script

aasha nirasha to jivan me aaye honi ko koi nahi rok paye

dar ke na ruk jana badhte jana

harenge na himmat kabhi le le chalo hum kasam

harenge na himmat kabhi le le chalo ham kasam

mausam badalta rahega ye daur chalta rahega

hai do ghadi ka andhera aayega phir se savera

ye waqt to rukta nahi ambar kabhi jhukta nahi

aandhi se tufa se na ghabarana

harenge na himmat kabhi le le chalo hum kasam

harenge na himmat kabhi le le chalo hum kasam

kanto me bhi gul khilege manjil se raste milege

gam ke gale me khushi hai, aansu ke pichhe hansi hai

ummid ko khona nahi mayus tum hona nahi

mushkil ki ghadiyo me tum muskana

harenge na himat kabhi le le chalo hum kasam

Explore this song