Roman script

aas ka jhutha bandhan tuta

aas ka jhutha bandhan tuta

jhutha bharm aur jhuthi trishna

jhutha bharm aur jhuthi trishna

aas ka jhutha bandhan tuta

nain bani ek sunder sapna

nain khule to koi na apna

kaahe ko sajaye re sapno ke angna

milan mrig trishna

milan mrig trishna

aas ka jhutha bandhan tuta

bhor ka suraj kirno se bole

lobhi manva chahu dish bole

kaahe ko lubhaaye re

lobh se naina

milan mrig trishna

milan mrig trishna

aas ka jhutha bandhan tuta

aas ka jhutha bandhan tuta

jhutha bharm aur jhuthi trishna

jhutha bharm aur jhuthi trishna

aas ka jhutha bandhan tuta

Explore this song