Roman script

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

aao ghar banaye hum phir vo ghar sajaye hum

apna pyar mai laau apna roop tum laana 

apna pyar mai laau apna roop tum laana 

chhao leke mai aau narm dhup tum laana

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

aao ghar banaye hum phir vo ghar sajaye hum

apna pyar mai laau apna roop tum laana 

chhao leke ma aau narm dhup tum laana

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

dekho sab hawao me ho gulaab ki khushbu

raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo

ha dekho sab hawao me ho gulaab ki khushbu

raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo

raat leke mai aau aur khwaab tum laana 

raat leke mai aau aur khwaab tum laana 

mai hawaye laaunga aur gulaab tum laana

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

aasmaan zamin apne hum naye banayenge

hum yakin vafao ka marke bhi dilayenge

ho aasmaan zamin apne hum naye banayenge

hum yakin vafao ka marke bhi dilayenge

aasmaan mai laau aur zamin tum laana 

aasmaan mai laau aur zamin tum laana 

mai vafaye laaungi aur yakin tum laana

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me 

aao ghar banaye hum phir vo ghar sajaye hum

apna pyar mai laau apna roop tum laana 

apna pyar mai laau apna roop tum laana 

chhao leke ma aau narm dhup tum laana

aarzu ki raho me dhadkano ki baho me

Explore this song