Roman script

aarzu hai meri aarzu ko
dast rahmat se kalima padha do
dast rahmat se kalima padha do
maut aaye madine mein mujhko
jaan nikale dar ae mustafa par 
jaan nikale dar ae mustafa par 
main na chhodu ki daman nabi ka
behayaai se kitni saja do 
behayaai se kitni saja do 
ek talwaar faarok ghar sa
katl karne chale the nabi ko
paas pahunche mere aarzu ko
mere mehboob kalima padha do

Song details