Roman script

aari gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga

na mani to utha ke mai le jaunga

are ja ja re mawali ja hat chhod  mera rasta

are ja ja re mawali ja hat chhod  mera rasta

kahe more pichhe pada tose mora ka wasta

kahe more pichhe pada tose mora ka wasta

gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga

na mani to utha ke mai le jaunga

karna kisi se bhi pyar to hai marna kisi pe ek bar to hai

karna kisi se bhi pyar to hai marna kisi pe ek bar to hai

kyu na fir mai tujhpe hi mar jau are marna hai to ja dub ke mar

nadiya ko jati hai sidhi dagar jhase me na aau

ja ja tera class hai kya chal hat rah dur jara

ja ja tera class hai kya chal hat rah dur jara

kahe more pichhe pada tose mora ka wasta

are kahe more pichhe pada tose mora ka wasta

gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga

na mani to utha ke bumbai le jaunga

are kaha chali aise churake nazar ruth ke yu takraar na kar

are kaha chali aise churake nazar ruth ke yu takraar na kar

dil me kya hai tujhe kaise samjhau are dil ki bate yaha tu na kar

chhod  de baiya mohe jana hai ghar tere sang na aau

ari itna bhi bhaw na kha khud ko tu samajhti hai kya

ari itna bhi bhaw na kha khud ko tu samajhti hai kya

kahe tere piche aau tere mera ka wasta

are kahe tere piche aau tere mera ka wasta

gaw ki gori kasam teri teri gali na aaunga

mai dusri koi pari le aaunga na na

na na na re na sun to zara hai itna gussa bura 

na na na sun to zara hai itna bhi gussa bura

na na na sun to zara hai itna bhi gussa bura

kaise bolu tu na jane tose mora ka wasta

are kaise bolu tu na jane tose mora ka wasta

ari gaw ki chori jiwan sathi tujhe hi mai banauga

ha baba ha janam janam ye pyar mai nibhaungi

chhod na

Explore this song