Roman script

aapse dil mila ho aapka ho gaya

aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya

he aapse dil mila ho aapka ho gaya

aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya

aankho hi aankho me bato hi bato me 

na jane kaise kho gaya

aankho hi aankho me bato hi bato me 

na jane kaise kho gaya

barso sambhala jo nazo se pala jo

dil tera ho gaya

ho gaya ye bhala ya bura ho gaya

aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya

jiwan ki raho me teri hi baho me

ab jina marna hai yaha ho

jiwan ki raho me teri hi baho me

ab jina marna hai yaha ho

ye sath chute na ye pyar tute na 

marke bhi jane ja

dil ki takdir ka ho faisla ho gaya

aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya

aapse dil mila ho aapka ho gaya

aapse milke yu mera dil kya se kya ho gaya

kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya

Explore this song