Roman script

aap ko mujhse gila hota na shikva hota

meri majboori ko gar aap ne samjha hota

samjha hota

aap ko mujhse gila hota na shikva hota

aap ko mujhse gila hota na shikva hota 

meri majboori ko gar aap ne

meri majboori ko gar aap ne 

samjha hota, samjha hota

aap ko mujhse, aap ko mujhse  gila hota na shikva hota

dard ki yaad mein bhi dard hai, behtar ye tha

dard ki yaad mein bhi dard hai, behtar ye tha

apne zakhmon ka hisaab hamne na rakha hota

meri majboori ko gar aapne

meri majboori ko gar aapne 

samjha hota, samjha hota

khwaab dekhe the jo hamne, woh sabhi sach hote 

khwaab dekhe the jo hamne, woh sabhi sach hote

sochiye aisa agar hota toh kaisa hota

meri majboori ko gar aap ne 

samjha hota, samjha hota

aapko mujhse gila hota na shikva hota

Explore this song