Roman script

hello, aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye

aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha

pahle zara aap muskurayiye

aap yaha aaye kisliye, aji aapne bulaya isliye

aaye hain to kaam bhi bataayiye, na na

pahle zara aap muskurayiye

muskurane ki na koyi baat hai

aji dekhiye to kya haseen rat hai

oho kaam to bataayiye bataayiye, na na na

pahle zara aap muskurayiye

aap yaha aaye kisliye

tere bina hay, ha, neend nahi aati hai, really 

yad teri aakar, aaha, roz tadpaati hai, sachmuch

apna bana lo, hath zara tham lo, waah waah waah

baar baar puchho na, kya dil se bhi kaam lo

kaam to bataao, kaam seedha saadha hai, bolo bolo

aji lena ek waada hai, kya

aaja aaja shadi ka irada hai, kya, kya

shadi kaa irada hai, shadi kaa irada hai

shadi aur tumse, shadi kaa iradaa hai

no no no, shadi na baba na

magar kyon, shadi to barbaadi hai

kya kahti ho, chhin jaati aazaadi hai

bye bye, suno to, mona suno to, tata

aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye

aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha

pahle zara aap muskurayiye

pahle zara aap muskurayiye

hay, aap yaha aaye kisliye, arre aapne bulaya isliye

aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha

pahle zara aap muskurayiye

aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye, achcha

aaye hain to kaam bhi bataayiye

pahle zara aap muskurayiye

muskurane ki na koyi baat hai

aji dekhiye to kya haseen rat hai, oh

kaam to bataayiye bataayiye, ha ha ha

pahle zara aap muskurayiye

aap yaha aaye kisliye

maine kaha kaam to bataayiye, kaam, ha

kaam seedha sada hai, lena ek waada hai, achcha

pyar to nibhaoge, nibhaungaa hmm

bhool to na jaaoge, na bhoolungaa

doli leke aaoge, aaunga, shadi bhi rachaoge, rachaunga

cinema dikhaoge, dikhaunga, aah

khana bhi pakaaoge, pakaaunga

bachhe bhi khilaaoge, khilaaunga

roz na sataaoge, kabhi nahi

phir to ham tumhare hain, very good

tere hi sahare hain, jolly good

dil bhi tumhara hai, kya kahne

ham bhi tumhare hai, waah waah waah waah waah

ham bhi tumhare hai, waah waah waah

ham bhi tumhare hai

aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye

aaye hain to kaam bhi bataayiye

pahle zara aap muskurayiye

pahle zara aap muskurayiye

pahle zara aap muskurayiye

pahle zara aap muskurayiye

Explore this song