Roman script

aap par arz hai

laakho, karodo, arbo salaam

aap na hote to ye dil

jaane kisko deta dua

aap ki inayatein, aap ki hidayatein

aap ki ye bande nawazi

aapka wo sharmilapan

lehrate jaau, muskate jaau

dil ko main apne samjhate jaau

aap par arz hai

laakho, karodo, arbo salaam

shaam savere na aao najar

kudrat ki dhundho main aisi dagar

kisko sunau mein haal-e-jigar

tadpa hu main to saari umar

chalta hi jaau, ruk nahi paau

dil ko main apne bahlate jaau

aap par arz hai

laakho, karodo, arbo salaam

aap na hote to ye dil

jaane kisko deta dua

Explore this song