Roman script

aap kyu kyu aap kyu aayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge

meri aankho me ab tak wohi khwab hai

meri aankho me ab tak wohi khwab hai

dil usi rog se mera betab hai

dil usi rog se mera betab hai

kya ye barkha ke din

kya ye barkha ke din bhi gujar jayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge

dil ki majburiya rang lane lagi

hichkiya yad ban ban ke aane lagi

dil ki majburiya rang lane lagi

hichkiya yad ban ban ke aane lagi

dekho dekho ha dekho dekho

dekho dekho ke hum aap hi aa gaye

tumne chaha to fir roz hi aayenge

tumne chaha to fir roz hi aayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge

hai ye sapna 

hai ye sapna ke sach much tum aaye yaha

hai ye sapna ke sach much tum aaye yaha

dil ki aankho se dekho ke hu mai kaha

dil ki aankho se dekho ke hu mai kaha

mil na jaye kahi 

mil na jaye kahi ye jami aasma

tum kaha mai kaha tum kaha mai kaha

aap kyu kyu aap kyu aayenge

aap kyu kyu aap kyu aayenge aap kyu

Explore this song