Roman script

jo aap aaye hai to baad ik zamane ke

naseeb jaag uthe hai gareebkhane ke 

aapki khidmat me kya pesh karu

aapki khidmat me kya pesh karu

gilori paan chalakata jaam ke apni jaan kuch to boliye

gilori paan chalakata jaam ke apni jaan kuch to boliye

aapki khidmat me kya pesh karu

mujhpe rakhna nazar inayat ki dil mera apka nishana hai

apko yaad mai rahu na rahu apka har koi diwana hai

mai to zarra hu meri hasti kya aapke paas to khazana hai

to farmaiye huzur aapki khidmat me kya pesh karu

gilori paan chalakata jaam ke apni jaan kuch to boliye

gilori paan chalakata jaam ke apni jaan kuch to boliye

aapki khidmat me kya pesh karu

ishk ne birju ko aji nikamma kar diya 

warna ham bhi aadmi the kaam ke 

ha khila ke paan leli jaan reshma bai ne 

reshma bai ne reshma bai ne reshma bai ne 

sare bazar luta yaar reshma bai ne 

reshma bai ne reshma bai ne reshma bai ne 

hazaro dil ki malika hai tu khud hi khazana hai 

mera saya nahi mera tera sara zamana hai

tera ye husn lakho ka karodo ki jawani hai 

tere dar pe chalke aaye tera jo bhi diwana hai 

tera jo bhi diwana hai 

pilake jaam pataya aam reshma bai ne 

reshma bai ne reshma bai ne reshma bai ne 

khila ke paan leli jaan reshma bai ne 

reshma bai ne reshma bai ne reshma bai ne 

aji apno se bhi kya parda hai jamane ke logo ka khatra hai

khabar tak na hogi begane ko zara bhardo mere paimaane ko

sikander aap hai mukkadar ke pilao aaj pyaale bhar bhar ke 

samundar me dubo ke rakh denge thodi si or sharab ham lenge 

kahi na baat reh jaye baki padi hai raat sari aye saaki

badhao to nasha satane ko machalne do zara diwane ko 

diwane na jaane fasane tarane purane shurane 

aise na hosh apne kho dalo khali hai jaam thodi to daalo 

boond bhar ab na dungi mai tumko 

nahi bas thodi si kaha na nahi dungi aji bas thodi si 

nahi nahi nahi ha ha ha thodi si meri bala se 

aapki khidmat me kya pesh karu

ye sukha paan ye toota jaam ye paandaan ye roshandaan

ye khandaan ye pikisaan kuch to are kuch to aye kuch to boliye

Explore this song