Roman script

aap ki kasam khate hai hum

bichhde ye duniya na bichhdenge hum 

aap ki kasam khate hai hum 

bichhde ye duniya na bichhdenge hum

aap ki kasam khate hai hum 

bichhde ye duniya na bichhdenge hum

aap ki kasam aap ki kasam

sawan barse o ho

sawan barse aur chala jaye 

ek rut jaye ek rut aaye 

ho suraj chand me dhal sakta hai

sara zamana badal sakta hai 

wada hai mere sanam

badle ye duniya na badlenge hum 

aap ki kasam aap ki kasam  

teri zulfo ka sadka hai meri jaan 

o ho meri jaan teri zulfo ka sadka hai

is duniya me kya rakha hai 

hai pyar ka rasta teri aankhe

meri manjil teri bahe 

karte raho yuhi nazre karam 

dil to hai kya jaan de denge hum  

o ho aap ki kasam aap ki kasam 

aankho me o ho o

aankho me haye kajal ke badle

maine tera pyar sazaya ho

sanso me khushbu ke badle

haye sanso me khushbu ke badle

maine tera pyar rachaya

pyar tumhara kam nahi hoga

kahti hai dil ki ye dhadkan sanam 

o ho aap ki kasam aap ki kasam 

aap ki kasam khate hai hum 

bichhde ye duniya na bichhdenge hum 

ho badle ye duniya na badlenge hum

Explore this song