Roman script

aap ki dillagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati 

apne dil ki lagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati 

jab nahi aapse jab nahi aapse ummide wfa 

jab nahi aapse ummide wfa 

aas kyun tut bhi nahi jati 

aas kyun tut bhi nahi jati 

apne dil ki lagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati 

baat hamse baat hamse kahi to jati hai 

baat hamse kahi to jati hai 

baat unse sahi nahi jati 

baat unse sahi nahi jati 

apne dil ki lagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati 

husn ki berukhi husn ki berukhi rahe na rahe 

berukhi husn ki berukhi rahe na rahe

ishk ki bebasi nahi jati 

ishk ki bebasi nahi jati 

apne dil ki lagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati 

aap ki dillagi nahi jati

Explore this song