Roman script

tere bina tere bina aap ki aahat rifte chahat
lamha lamha pal pal raahat dil-e-betaab me aao 
aap ki aahat rift e chahat lamha lamha pal pal raahat
dil-e-betaab me aao aap ki aahat rift e chahat
lamha lamha pal pal raahat dil-e-betaab me aao 
neendon ki uljhan khwabon ki salwatein 
chhoo ke zara dekh loo saanson ki sargamein
hothon ki thirkane kehti hai kuch bol do
zindagi ko thikana mile pyar tera jo utre gale
sooni sooni wafaa dil-e-betaab mein aao
mere lab keh rahe hain meri daasta
ban raha hai muhabbat ka silsila meherbaan
dil-e-betaab me aao aap ki aahat rifte chahat
lamha lamha pal pal raahat dil-e-betaab mein aao
aap ki aahat rifte chahat lamha lamha pal pal raahat
dil-e-betaab mein aao aap ki aahat rifte chahat
lamha lamha pal pal raahat dil-e-betaab mein aao

Song details

Song video

Watch on YouTube