Roman script

aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

shayari par mujhe

shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho

aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

rango se aapki tasveer to ban sakti hain

rango se aapki tasveer to ban sakti hain

rang har lamha jo badle wo sama kaise ho

rang har lamha jo badle wo sama kaise ho

shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho

aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

but koi aapka chahu to bana sakta hu

but koi aapka chahu to bana sakta hu

waqt ke saath wo but aur jawa kaise ho

waqt ke saath wo but aur jawa kaise ho

aapke dar pe sawaali hu na jaane kab se

aapke dar pe sawaali hu na jaane kab se

ek din puchh to lete ke yahan kaise ho

ek din puchh to lete ke yahan kaise ho

shayari par mujhe

shayari par mujhe ab itna gumaan kaise ho

aap ke husn ka lafzo mein baya kaise ho

Explore this song