Roman script

aap ka chehra masha allah 

julf ka pahra subhan allah

aap ki bate wallah wallah 

itni mohabbat allah allah

julf ka sawan gal ki bijli dono ka diwana hu

julf ka sawan gal ki bijli dono ka diwana hu

mera hak hai o sahjadi mera hak hai o sahjadi

chahat ka parvana hu aap ka chehra masha allah

julf ka pahra subhan allah 

aap ki bate wallah wallah

itni mohabbat allah allah

pyar ka sagar itna gahra 

do dil jisme dub chuke hai

pyar ka sagar itna gahra 

do dil jisme dub chuke hai

duniwale bhed na jane duniwale bhed na jane

dubke hum to par huye hai 

aap ka chehra masha allah

julf ka pahra subhan allah

aap ki bate wallah wallah

itni mohabbat allah allah

in baho ke hath to dalo 

apne gale se mujhe laga lo

in baho ke hath to dalo 

apne gale se mujhe laga lo

aisa nasha hai bahki jau aisa nasha hai bahki jau

aaj mujhe tum khud hi sambhalo 

aap ka chehra masha allah

julf ka pahra subhan allah 

aap ki bate wallah wallah

itni mohabbat allah allah

Explore this song