Roman script

ehsas ki jo juban ban gaye

ehsaas ki jo juban ban gaye

dil mein mere mehman ban gaye

aap ki taarif mein kya kahe

aap humari jaan ban gaye

aap humari jaan ban gaye

aap hi rab aap iman ban gaye

aap humari jaan ban gaye

kismat se humein aap humdum mil gaye

jaise ki dua ko alfaaz mil gaye

socha jo nahi wo haasil ho gaya

chahu aur kya ki khuda de ab mujhe

rab se mila ek aayan ban gaye

khwabo ka mere mukam ban gaye

aap ki tarif mein kya kahe

aap humari jaan ban gaye

aap humari jaan ban gaye

aap hi rab aap imaan ban gaye

aap humari jaan ban gaye

deen hai ilaahi mera maan hai maahi

main toh sajda karun unko

harz ruwayi meri farz dawayi meri

ishq hua mujhko

din hai ilaahi mera maan hai maahi

main toh sajda karun unko

harz ruwayi meri farz dawayi meri

ishq hua mujhko jaan ban gaye

Explore this song