Roman script

aap hai kya ji vo aap hai kya

aap hai kya ji vo aap hai kya

in jhuki jhuki aankho se kamal kar diya

haye chori chori dil ka bura haal kar diya

wallah har kaam bemisal kar diya

aap hai kya ji vo aap hai kya

aap hai kya ji vo aap hai kya

in jhuki jhuki aankho se kamal kar diya

haye chori chori dil ka bura haal kar diya

wallah har kaam bemisal kar diya

aap hai kya ji vo aap hai kya

kahiye janab ye kya kiya

kyu dil se dil takra diya

ham to begair soche hue

kyu aye huzur tadpa diya

ye adaye ye ishare jitni katil utne pyare

lagne lage dil pe teer ki tarah

aap hai kya ji vo aap hai kya

aap hai kya ji vo aap hai kya

in jhuki jhuki aankho se kamal kar diya

haye chori chori dil ka bura haal kar diya

wallah har kaam bemisal kar diya

aap hai kya ji vo aap hai kya

hum ek bar dekhe jidhar

lag jaye aag pal me udhar

julfo ke jaal hai har taraf

jayenge aap bach kar kidhar

hamse itni berukhi kyu

dosti me dushmani kyu

aisi nadid hame pyar ki tarah

aap hai kya ji vo aap hai kya

aap hai kya ji vo aap hai kya

in jhuki jhuki aankho se kamal kar diya

haye chori chori dil ka bura haal kar diya

wallah har kaam bemisal kar diya

aap hai kya ji vo aap hai kya

tumko bhi pyar hamko bhi pyar

yu na karo chhup chhup ke waar

hoga abhi har faisla

kiski hai jeet kiski hai haar

tum jaha ho hum wahi hai

hum bhi tumse kam nahi hai

dono hai hasin ek hi tarah

aap hai kya ji vo aap hai kya

aap hai kya ji vo aap hai kya

in jhuki jhuki aankho se kamal kar diya

haye chori chori dil ka bura haal kar diya

wallah har kaam bemisal kar diya

aap hai kya ji vo aap hai kya

Explore this song