Roman script

aap agar in dinon yahan hote

aap agar in dinon yahan hote

hum zameen par bhala kahan hote

hum zameen par bhala kahan hote

aap agar in dinon yahan hote

waqt guzra nahin abhi warna

waqt guzra nahin abhi warna

waqt guzra nahin abhi warna

ret par paanv ke nishaan hote

ret par paanv ke nishaan hote

ret par paanv ke nishaan hote

mere aage nahin tha agar koi

mere aage nahin tha agar koi

mere aage nahin tha agar koi

mere peeche to karwaan hote

mere peeche to karwaan hote

mere peeche to karwaan hote

tere saahil pe laut kar aati

tere saahil pe laut kar aati

tere saahil pe laut kar aati

agar umeedon ke baadbaan hote

agar umeedon ke baadbaan hote

agar umeedon ke baadbaan hote

aap agar in dinon yahan hote

hum zameen par bhala kahan hote

hum zameen par bhala kahan hote

aap agar in dinon yahan hote

Explore this song