Roman script
he aap aaye ho gayi raunak, aap ki kya baat jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat he aap aaye ho gayi raunak, aap ki kya baat jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat ye shabaab, hari om lajwaab, hari om ye shabaab, hari om lajwaab, hari om he aap aaye ho gayi raunak, aap ki kya baat jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat ye shabaab, hari om lajwaab, hari om ye shabaab, hari om lajwaab, hari om dil par hai dilbar ki abhi meharbaniya kuch kar lo ke hai yaro chadhti jawaniya dil par hai dilbar ki abhi meharbaniya kuch kar lo ke hai yaro chadhti jawaniya kya kehna jab mauka de khud pyaar ke haalat jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat aa mil ke chun daale armaa ki har kali julfo se mehka de dil ki gali gali aa mil ke chun daale armaa ki har kali julfo se mehka de dil ki gali gali is masti me ek duje ka jhum ke thaame hath jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat ye shabaab, hari om lajwaab, hari om ye shabaab, hari om lajwaab, hari om he aap aaye ho gayi raunak, aap ki kya baat jab bhi miliye pehla din hai, raat pehli raat ye shabaab, hari om lajwaab, hari om ye shabaab, hari om lajwaab, hari om
Song details
- Singer: Vinod Rathod
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Kayda Kanoon (1993)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Shikha Swaroop
- Actor: Ashwini Bhave
- Actor: Sudesh Berry
- Actor: Kader Khan
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Tinu Anand
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Jay Kalgutkar
- Actor: Pankaj Berry
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Arun Bali
- Actor: Vijay Shukla
singer: Vinod Rathod, Sadhana Sargam