Roman script

aap aaye jo tashrif laye yaha

aap aaye jo tashrif laye yaha

hum bhi takri ka pura khayal karenge

aapki har khushi ke liye meharba

aapki har khushi ke liye meharba

aaj ghunghru humare kamaal karenge

aap aaye jo tashrif laye yaha

hum bhi takri ka pura khayal karenge

chilmano ki oat se mera husn jo dikha

aashiko ne khat likha ke samne to aaiye

hum jo aaye samne sabhi ke hosh ud gaye

kitne suli chadh gaye to kya kare bataiye

dosh sara jawani ka hai

dosh sara jawani ka hai

warna hum kyu kisi ka ye haal karenge

aap aaye jo tashrif laye yaha

hum bhi takri ka pura khayal karenge

naaz kyu na ho hume hum kisi bhi dhang se

apne rup rang se jo sab ke kaam aa gaye

humse to yaha kabhi kisi ko aas jab lagi

kisi ko pyas jab lagi to banke jaam aa gaye

pyas dil ki bujha lijiye

pyas dil ki bujha lijiye

aapse hum na hum koi sawal karenge

aap aaye jo tashrif laye yaha

aap aaye jo tashrif laye yaha

hum bhi takri ka pura khayal karenge

aapki har khushi ke liye meharba

aapki har khushi ke liye meharba

aaj ghunghru humare kamaal karenge

aap aaye jo tashrif laye yaha

hum bhi takri ka pura khayal karenge

Explore this song