Roman script

aao sunau pyar ki ek kahani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

aao sunau pyar ki ek kahani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

woh bhi hasne lagi thi

ye bhi hasne laga tha

dono samjhe nahi the 

woh jo hone laga tha

aao sunau pyar ki ek kahani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

jo bhi kehna na tha

wo bhi kehne lage

jo bhi sunna na tha

wo bhi sunne lage

jo bhi kehna na tha

wo bhi kehne lage

jo bhi sunna na tha

wo bhi sunne lage

aa rahi hai hasi mujhko iss bat par

kis tarah pyar me dono khone lage

dono khone lage

janane wali baat thi anjani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

wo bhi hasne lagi thi

ye bhi hasne laga tha

dono samjhe nahi the 

wo jo hone laga tha

aao sunau pyar ki ek kahani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

koi tarsa na tha

koi tadpa na tha

wo mile iss tarah 

dil bhi dhadka na tha

koi tarsa na tha

koi tadpa na tha

wo mile iss tarah 

dil bhi dhadka na tha

honewali magar, baat ho hi gayi

pyar ki raah me, jindagi kho gayi

jindagi kho gayi

dil ne dilse aise ki manmani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

woh bhi hasne lagi thi

ye bhi hasne laga tha

dono samjhe nahi the 

wo jo hone laga tha

aao sunau pyar ki ek kahani

ek tha ladka ek thi ladki deewani

Explore this song