Roman script

aao sabko sikhala de ham jine ka kamal
chand palo mein kaise jiya jaye lakho sal kaise
chhote chhote armano ko bunta hai 
ummido ki kaliyo ko bhi chunana hai are kaise kaise
jivan ke gulshan ka ek darwaja hai chhota
uske andar kaise jayega 
koi khwab mota are bhai kaise 
are suno tarika ek suhana tumhe bata du
kaise suljhegi sari uljhan samjha du
apne hisse mein sabka hissa samjho
aadar tumhe milega aadar tum do sabko
jaha bhi jaao pyar ka badal ban barso
aisa karne mein mat kar dena ka parso
ab to samjhe na aao sabko sikhla de 
ham jine ka kamal chand palo mein 
kaise jiya jaye lakho saal 
ho kuchh to maksad hoga aane ka is duniya mein
apne liye rakha koi moti dariya mein
baat pate ki suno aapka dhyan kaha par hai 
har pal hanste rahne mein nuksan kaha hai samjhe na
aao sabko sikhla de
ham jine ka kamal chand palo mein 
kaise jiya jaye lakho saal 
aao sabko sikhala de 
ham jine ka kamal chand palo mein 
kaise jiya jaye lakho saal 
ham bhi sikhalayenge sabko jine ka kamal
chand palo mein kaise jiya jaye lakho sal
ham bhi sikhalayenge sabko jine ka kamal
chand palo mein kaise jiya jaye lakho sal

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Anil Chavda, Bhavesh Bhatt, Haresh Vyas