Roman script

kone kone atre atre ragde jhagde ghisse dhoye hum

saaf kare adda apna hai ye messi 

kya zaroorat hai ki aivain kyon 

saaf kare bikhra jo saman

kaam hai humme aasan 

kyon isko change kare 

kisko kya padi hai, ye apni zindagi hai 

ladte jhagadte sahi par saaf kare

aao saaf kare aao saaf kare, aao saaf kare

mauko jo ye aya arre tension thodi laya 

abe jaldi kar na aage bad 

bus aane wale hain uncle 

lagegi sab ki tab jee rahe the befikar 

timing hai ek crazy bird 

bahane kar na sale chal 

aankhen rakh tu jhadoo kar par saaf kare

kone kone attre attre ragde jhagde ghise dhoyen hum 

saaf kare ada apna hai ye messi 

kya zaroorat hai ke aivain kyon 

saaf kare bikhra jo saman

kaam hai humme aasan 

kyon isko change kare 

kisko kya padi hai ye apni zindagi hai

ladte jhagadte sahi aao saaf kare

aao saaf kare aao saaf kare

Explore this song