Roman script

hum jo chalane lage
chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar 
lagane lage hai yeh raaste
hum jo chalane lage
chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar 
lagane lage hai yeh raaste
aao kho jaaye hum
ho jaaye hum yun laapata
aao milo chalein
jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lage
chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar
lagane lage hai yeh raaste
baithe baithe aise kaise
koi rasta naya sa milein
tu bhi chalein main bhi chaloon
honge kam yeh tabhi faasalein
baithe baithe aise kaise
koi rasta naya sa milein
tu bhi chalein main bhi chaloon
honge kam yeh tabhi faasalein
aao tera mera na ho kisise waasta
aao milo chalein
jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lag
chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar
lagane lage hai yeh raaste
thani kahi gayi 
main samjhaayun 
thani kahi gayi 
main samjhaayun 
ki thaare bina ji na lag
ki thaare bina ji na lag
aankhein kholein nindein 
bolein jaane kaisi jagi bekhudi
yahaan wahaan dekho kahaan
leke jaane lagi bekhudi
aankhein kholein nindein 
bolein jaane kaisi jagi bekhudi
yahaan wahaan dekho kahaan
leke jaane lagi bekhudi
aao mil jaayega hoga
jahaan pe raasta
aao milo chalein
jaana kahaan na ho pata
hum jo chalane lage
chalane lage hain yeh raaste
aa ha ha ha manjil se behtar 
lagane lage hai yeh raaste

Song details

singer: Ustad Sultan Khan, Shaan

actor: Kareena Kapoor, Shahid Kapoor