Roman script

aap jaisa koi meri jindagi me aaye to 

baat ban jaye baat ban jaye 

aap jaisa koi meri jindagi me aaye to

baat ban jaye baat ban jaye 

phool ko bahar bahar bahar ko chaman 

dil ko dil badan ko badan 

har kisi ko chahiye tan man ka milan 

kash mujh pe aisa dil aapka bhi aaye 

to baat ban jaye 

aap jaisa koi meri zindagi me aaye to 

baat ban jaye baat ban jaye 

aap jaisa koi duniya me aaye to 

baat ban jaye baat ban jaye 

main insan hu farista nahi dar hai bahak na jau khi

tanha dil na sambhlega pyar bina ye bhatkega 

aap sa kahan hai dil aapko hi paye 

to baat ban jaye  

aap jaisa koi meri zindagi me aaye to 

baat ban jaye baat ban jaye 

aap jaisa koi duniya me aaye to baat ban jaye 

baat ban jaye baat ban jaye 

baat ban jaye baat ban jaye

Explore this song