Roman script

aansu na bahana 

aankho, aansu na bahana

ye raaj hai dil ke 

ye raaj hain dil ke 

dil hi na chhupana 

aansu na bahana 

aankho, aansu na bahana

hai tune jinhe, hai tune jinhe

palko ki chilman me chhupaya 

hai tune jinhe 

palko ki chilman me chhupaya 

pardo me khisaya 

unhe ro kar na gamana 

ro kar na gamana 

aansu na bahana 

aankho, aansu na bahana

tumse mili shikwa, takdeer humari 

tum jeet gaye ho, kismat hai tumahari 

e dil na tadapna 

e dil na tadapna 

hum pe na tadapna 

e dil na tadapna 

hum pe na tadapna 

wo khud ho chale aaye 

wo khud ho chale aaye 

asar ab na dikhana 

asar ab na dikhana 

aansu na bahana 

ye raaj hain dil ke 

dil hi na chhupana 

aansu na bahana, aankho

Explore this song