Roman script

aansu bhi piye taane bhi sahe

kya kya na vafa se kam liya

bedar jamane ke dar se 

dil me bhi na tera naam liya

bedar jamane ke dar se 

dil me bhi na tera naam liya

jab koi sahara mil na saka

kudh apna hi daman tham liya 

aansu bhi piye taane bhi sahe

shikve  jo juban tak aa jate

badnam mohabbat ho jati 

shikve jo juban tak aa jate

shikve jo juban ha ha

shikve jo juban tak aa jate

badnam mohabbat ho jati 

ek aah agar hum karte the

duniya me qyamat ho jati

rusvayi teri manjur na thi

yu rut se humne kam liya 

aansu bhi piye taane bhi sahe

is bat ko koi kya samjhe

is raaz ko koi kya jaane

nabad jamane valo ne

khele jo sitam ke afsane

ek tere savale kuch na kahas

or sab ne hi tera nam liya

aansu bhi piye taane bhi sahe

aansu bhi piye taane bhi sahe

ha sab ne tera nam liya

Explore this song