Roman script

aankhon mein chanda chanda hai mama

aankhon mein chanda chanda hai mama

iska mera rishta hai koi rishta puraana

aankhon mein chanda chanda hai mama

aankhon mein chanda chanda hai mama

iska mera rishta hai koi rishta puraana

mama ye tera hai tera deewana

mama ye tera hai tera deewana

chalo chale khele wahi khel purana

jaise ki chanda sitaron mein ek hain

mama humaara hazaron mein ek hain

jaise ki chanda sitaron mein ek hain

mama humaara hazaron mein ek hain

duniya meri tu mera khazana

duniya meri tu mera khazana

pyaar mujhe sara hai tujhpe lutana

aankhon mein chanda chanda hai mama

aankhon mein chanda chanda hai mama

iska mera rishta hai koi rishta puraana

chal teri gudiya ki shaadi kara dun

pyaara sa dulha raja main laa dun

chal teri gudiya ki shaadi kara dun

pyaara sa dulha raja main laa dun

jab gudiya ho pardesh ravaana

jab gudiya ho pardesh ravaana

tu apni gudiya ko bhul na jaana

aankhon mein chanda chanda hai mama

aankhon mein chanda chanda hai mama

iska mera rishta hai koi rishta puraana

mama ye tera hai tera deewana

mama ye tera hai tera deewana

chalo chale khele wahi khel purana

Explore this song