Roman script

aankho mein aankho me 
aankho mein tera hi chehra 
dhadkan mein teri hi yaade karti hai diwana 
haye kaha gayi wo raate wo mithi mithi si baate
karti hain diwana 
aankho mein tera hi chehra 
dhadkan mein teri hi yaade karti hai diwana 
door jab se tum gayi ho jab se mujh ko bhul gayi ho
door jab se tum gayi ho jab se mujh ko bhul gayi ho
main hun diwana milkar dil churali aankhe kar gayi 
mujh ko teri yaade diwana diwana 
haye kaha gayi wo raate wo mithi mithi si baate
karti hain diwana 
aankho mein tera hi chehra 
dhadkan mein teri hi yaade karti hai diwana 
mana ki tum sath nahi ho mere dil ke pass 
mana ki tum sath nahi ho mere dil ke pass 
mana ki tum sath nahi ho mere dil ke pass ho 
maine yeh mana fir bhi aash lagi ahi dil me 
tum aayo gi mujh se milne chupke chupke rahte dil me
diwana mera diwana fir se aaye gi wo raate mithi mithi si 
baate karti thi jo diwana   
aankho mein tera hi chehra 
dhadkan mein teri hi yaade karti hai diwana

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shahid Kapoor