Roman script

aankho me kya is dil se pucho zara 
dekhu mai kya majra chehre ke piche 
aankho me kya is dil se pucho zara 
dekhu mai kya majra chehre ke piche 
khamoshi ke rangeen saye rukhsar pe kisi ke 
aankho me kya is dil se pucho zara 
dekhiye sawarengi ab ye apni zulfein 
rumal gir padega jhoke se ud ke neeche 
dekhiye sawarengi ab ye apni zulfein 
rumal gir padega jhoke se ud ke neeche 
fir achanak chalte chalte dekhengi mud ke piche 
aankho me kya is dil se pucho zara 
dekhu mai kya majra chehere ke piche 
aankho me kya is dil se pucho zara

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu