Roman script

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le 

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le 

ye maine chaha tum mile 

main aa raha hun dil kahe 

chhaya hai nasha ye kaisa kya pata 

bas mein dil nahi 

kabu mein na ye tan o jane ja 

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le 

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le 

ye saara shamaan muskaye

ye tum jo hansi fida hua tadpe dil mera 

tu jo gaa raha hai sanam ye dua 

o jane ja aa tu mere pas aa 

phoolo ki khushboo se likhi hawaon pe 

koi kahani tum 

dilkash pari ho badi khubsurat 

pari aasmaani ho tum 

tumhe padhta jau tumhe gungunaau

kahta hai dil ye mera 

kisi na kisi ko mohabbat mein likhi 

wo chithi ruhani ho tum 

ye lamha chaha to tum mile 

main aa raha main dil kahe 

khila khila na sang jawaan

kyu khata na ho sanam ye bata 

chhaya hai nasha ye kaisa kya pata 

bas mein yen dil nahi 

kaboo mein na aaye ye tan o jane ja  

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le 

aa aankho ki jubaan kahti hai zara 

dil ko chum le

Explore this song