Roman script
baithe rahe khayalo mein yu uljhe rahein sawaalon mein yun hi kitni baatein hai jo kehna paaye unko hum to na the is tarah aankhon hi aankhon mein yun aankhon hi aankhon mein yun khoye rahein bas tumko dekhe, dekhte hi rahe ruk jaye lamhein sabhi jaate huye kya tumse keh de, aur kya na kahe tum hi samajh lo sabhi ae kaash ke bas ye tamanna hai dil jo apna hai, usko mil jao tum ab na khayalo mein, na sawalo mein baahon mein aao tum aankhon hi aankhon mein yun aankhon hi aankhon mein yun khoye rahein chand sitare sare benur the tumse mile to sabhi roshan huye ye sab najaare phir mile na mile ek do kadam hi sahi milkar chale kal kisne dekha hai kya bharosa hai, reh na jaaye gile yahi ibtada bhi hai intehan bhi hai, hai mohabbat ye aankhon hi aankhon mein yun aankhon hi aankhon mein yun khoye rahein, khoye rahein
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Film / album: EMI (2008)
- Composer: Chirantan Bhatt
- Lyricist: Sarim Momin
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Arjun Rampal
- Actor: Malaika Arora
- Actor: Ashish Chowdhry
- Actor: Neha Uberoi
- Actor: Urmila Matondkar
- Actor: Manoj Joshi
- Actor: Daya Shanker Pandey
- Actor: Pushkar Jog
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Snehal Dhabi
- Actor: Javed Rizvi
- Actor: Aman Verma
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Aroon Bakshi
- Actor: Surendra Rajan
- Actor: Talat Rekhi
actor: Sanjay Dutt, Urmila Matondkar