Roman script

aankho hi aankho me kya kya ho gaya

aankho hi aankho me kya kya ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

aankho hi aankho me kya kya ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo

ek dushman aur paida ho gaya

aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo

ek dushman aur paida ho gaya

dekh julfo ki nashili raat hai

tu mere pehlu me hai kya baat hai

dekh julfo ki nashili raat hai

tu mere pehlu me hai kya baat hai

har nazara aashikana ho gaya

har nazara aashikana ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo

ek dushman aur paida ho gaya

maikade pee lun main to darta nahi

main zaher pee lun magar marta nahi

maikade pee lun main to darta nahi

main zaher pee lun magar marta nahi

mere saaki tu to mera ho gaya

mere saaki tu to mera ho gaya, lo

ek dushman aur paida ho gaya

aankho hi aankho me kya kya ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo

ek dushman aur paida ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

ek dushman aur paida ho gaya

husn mera ab ye tera ho gaya

Explore this song