Roman script

unki aankho ka kajal to dekhe koi

aisa lagta hai kashmir me raat hai

rind dekhe to hu maikade ka guman

alla alla un aankho ki kya baat hai

aankho se to kaam hua hai

aankho se to kaam hua hai

aankho se to kaam hua hai

aankho se to kaam hua hai

kajal kyu badnam hua hai

kajal kyu badnam hua hai

aankho se to kaam hua hai

jitne dawa ki utne hi tadpe 

jitne dawa ki utne hi tadpe 

jahar se kuch aaram hua hai

jahar se kuch aaram hua hai

aankho se to kaam hua hai

jis din humne mehandi lagayi jis din humne

katal kar ke chala jo ruth ke katil mera

khun duada mera katil ko manane ke liye

hath thak jayenge kyu pis rahe ho mehandi

khun hazir hai hatheli pe lagane ke liye

jis din humne mehandi lagayi

jis din humne mehandi lagayi

shahar me katle aam hua hai

shahar me katle aam hua hai

aankho se to kaam hua hai

jab se huye hum pyar me ruswa

jab se huye hum pyar me ruswa

khub humara naam hua hai

khub humara naam hua hai

aankho se to kaam hua hai

julfo par sawan ka mahina julfo par

tum meri julfe ki rahgir ko kyu dekhte ho

aur mere panv ki janjir ko kyu dekhte ho

tum to kahte the meri sakl se nafrat hai tumhe

mujhse chup kar meri tasvir ko kyu dekhte ho

julfo par sawan ka mahina

julfo par sawan ka mahina

jhum ke khud  nilam hua hai

jhum ke khud  nilam hua hai

aankho se to kaam hua hai

aankho se to kaam hua hai

kajal kyu badnam hua hai

kajal kyu badnam hua hai

aankho se to kaam hua hai

Explore this song