Roman script

aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai 

mere yar, mere pyar teri mehak mere tan man me hai

teri kasam ha teri kasam pyar kabhi yeh hoga na kam
dilruba ho gaye tere ham
tere liye hi aaye hai ham tu hai meri jine ki kasam
tu hi toh mere shokhi sharam 
rab mera abb mere sajan me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai 
mere yar, mere pyar tere mehek mere tan man me hai

mere gito ka gunjan hai tu, pyasa hu mai aur sawan hai tu 
thandi si ek agan hai tu
tu megh hai aur mai damini, tu raag hai aur mai ragini
oh sanam tere liye mai bani 
teri khanak mere kangan me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai 
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai 
mere yar, mere pyar tere mehek mere tan man me hai
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai 
aankho se dil mein utar ke tu meri dhadkan mein hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Suman Rangnathan, Faraaz Khan