Roman script

aankho me meri chhaya nasha

aane laga hai mujhko maja

aankho me meri chhaya nasha

aane laga hai mujhko maja

aaj to main jane na dungi tujhe dilruba

aankho me meri chhaya nasha

aane laga hai mujhko maja

masti hai raat me hath la hath me

aankhe gulabi adaye sharabi

chala tu kidhar

bechain kyu hai itna bata

tu lakh daman mujhse bacha

aaj to main jane na dungi tujhe dilruba

aaj to main jane na dungi tujhe dilruba

aankho me meri chhaya nasha

aane laga hai mujhko maja

baat ko maan le raaze dil jaan le

huyi aaj yaari humari tumhari

idhar kar najar

mehman hai tu hasi raat ka

rasta khula hai mulakat ka

mehman hai tu hasi raat ka

rasta khula hai mulakat ka

aaj to main jane na dungi tujhe dilruba

aaj to main jane na dungi tujhe dilruba

aankho me meri chhaya nasha

aane laga hai mujhko maja

Explore this song