Roman script

aankho me aankhe dal ke

aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye

apna bana gaye mujhe

apna bana gaye mujhe, apna bana gaye

aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye

dekha kuch is tarah, meri dunia badal gayi

dunia badal gayi

dekha kuch is tarah, meri dunia badal gayi

dunia badal gayi

ik lahar pyar ki, mere dil me machal gayi

dil me machal gayi

dil me samake wo meri

dil me samake wo meri, dunia me chha gaye

aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye

apna bana gaye mujhe, apna bana gaye 

dil chhin lene wali, nigaho se kya kahu

nigaho se kya kahu

dil chhin lene wali, nigaho se kya kahu

nigaho se kya kahu

masti bhari najar ki, adao se kya kahu

adao se kya kahu

pahli hi mulakat me

pahli hi mulakat me, apna bana gaye

aankho me aankhe dal ke

aankho me aankhe dal ke, wo muskura gaye

apna bana gaye mujhe, apna bana gaye

Explore this song