Roman script
aankho aankho me ho gaye mast ishare bato bato me dil wale dil hare aankho aankho me ho gaye mast ishare bato bato me dil wale dil hare udte udte kaha se aaya ek panchhi albela udte udte kaha se aaya ek panchhi albela meri atariya baith ke bole ye chunch pyar ka mela bole aisi mithi boli tir bhi aakhir mare aankho aankho me ho gaye mast ishare bato bato me dil wale dil hare pehle pehle lagti hai jo anhoni si bate pehle pehle lagti hai jo anhoni si bate hote hote ho jati hai pyar ki wo mulakate aankh milate hi dil dole khel ye kaise huya re aankho aankho me ho gaye mast ishare bato bato me dil wale dil hare aaj agar hai bat zara si hoga ye kal afsana aaj agar hai bat zara si hoga ye kal afsana jaha jaha bhi shama jalegi aake rahega parwana bante bante jo begane ban jate hai pyare aankho aankho me ho gaye mast ishare bato bato me dil wale dil hare aankho aankho me ho gaye mast ishare
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Khazanchi (1958)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Shyama
- Actor: Chitra
- Actor: Manorama
- Actor: Helen
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: Amar
- Actor: Anwar
- Actor: S N Banerjee
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Minu Mumtaz
- Actor: Shammi
Song video
actor: Rajendra Kumar, Shyama