Roman script

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

duniya mein jab tak

chaand sitaare ho

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

duniya mein jab tak

chaand sitaare ho

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

laakh zamaane ke

mausam badlen

na tum badlo

na hum badlen

aaaaaa

laakh zamaane ke

mausam badlen

na tum badlo

na hum badlen

na hum badlen

ek dusre ke hum

saath sahaare ho

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

pyar bhara ye

jadu na tute

koi humare

khaab na lute

aaaaaa

pyar bhara ye

jadu na tute

koi humare

khaab na lute

khaab na lute

sab kuch duniya ka

khaab humare ho

aankhen humari ho

sapne tumhare ho

Explore this song