Roman script

aankhe tumhari do jaha aanchal tumhara aasma
khilta badan jaise chaman aayi ho kaha se o janejaa
gulsita meharba aankhe tumhari do jaha 
aanchal tumhara aasma khilta badan jaise chaman
aayi ho kaha se o janejaa gulsita meharba
chehra tumhara dekh kar bharti nahi hai kyu nazar
bharti nahi hai kyu nazar aarzu yahi hai dil ki 
dekha kare hum umar bhar har ek ada nirali hai 
dil jit lene wali hai har ek ada nirali hai 
dil jit lene wali aankhe tumhari do jaha 
aanchal tumhara aasma khilta badan jaise chaman
aayi ho kaha se o janejaa gulsita meharba
chanchal kali ho chulbhuli bate hai ras me ghuli ghuli
baho ke andaz me jannat ki rahe khuli khuli
har zam se badh ke ada utre nahi jiska nasha
har zam se badh ke ada utre nahi jiska nasha
aankhe tumhari do jaha aanchal tumhara aasma
khilta badan jaise chaman aayi ho kaha se o janejaa
gulsita meharba

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rekha, Sunil Dutt