Roman script

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

chal gai

pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

chal gai

ho pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

tere badan se lipat kar chunari ye mujko sataye

tere badan se lipat kar chunari ye mujko sataye

aane ko baaho mai teri, aane ko baaho mai teri

chahat meri kasmasaye

pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

chal gai

pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

baato me teri vo jaadu, hone lagi mai beqaabu

baato me teri vo jaadu, hone lagi mai beqaabu

chaha tuje to ye jaana, chaha tuje to ye jaana

kya hai mohabbat ki khusboo

pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

aankhe ladi tujse duniya ye jal gai

jal gai

tikhi churi dil pe haay sab ke chal gai

chal gai

pahele kabhi jo na hua yun pyar ki chali hai hawa

sab ki hawa bandh ho gai

Explore this song