Roman script

aankhe aankhe maikhana dil pine ko majbur hai

roko na roko na roko na

pite pite umar kate ulfat ka ye dastur hai

pilo na pilo na pilo na

ye khamoshi mere hamnashi sun kya kahe

na arzu na koi zustzu pyasi rahe

ye khamoshi mere hamnashi sun kya kahe

na arzu na koi zustzu pyasi rahe

haule haule dil dhadke 

kuch na kuch hona jarur hai

hole na hole na hole na

hai husn ki hasi chandani tum naha lo

hai chalakta nasha jane ja jam uthalo

hai husn ki hasi chandani tum naha lo

hai chalakta nasha jane ja jam uthalo

kali kali julfe jinke aage sab benur hai

khelo na khelo na khelo na

na ji jala suru silsila kare pyar ka

ye surkhiya jawa sokhiya lu mai chura

aaja sanam ruke na kadam jo badh gaye

ye chaman ye gulbadan hai janam tere

chalke chalke mast jawani ke 

jo nashe me chur hai

aao na aao na aao na

aankhe aankhe maikhana dil pine ko majbur hai

roko na roko na roko na

pite pite umar kate ulfat ka ye dastur hai

pilo na pilo na pilo na

Explore this song