Roman script

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

aji ham bhi diwane tum bhi diwane krega koi kya

ho ja kisi ka tu bhi ho ja

aankho me jaara kho ja hai darr kiska

ho ja kisi ka tu bhi ho ja

aankho me jaara kho ja hai darr kiska

kar le diwane khushi se paimane 

kise hai mastane dil ka pata

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

dekho sama bhi hai gulabi najar bhi sharabi jamana bhi haseen

jane kya hai ye madhoshi ye kaisi behoshi khabar hi nahi

dil jo takraye kadam tharaye samajh nahi aaye ye kya ho gaya

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

haye bada hi tadpaye bada hi tarsaye lagi ye dil ki

jane ye kya kya rang layi ye badti hi jaye aankho ki masti

ab to matwale dil tere hawale jaise bhi rang dale teri raja

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

aankh mili to dil dhadka dil dhadka to shola bhadka

Explore this song