Roman script

aankh milane ke liye dil hai lagane ke liye
aye jaha maharba moz manane ke liye 
aankh milane ke liye dil hai lagane ke liye
aye jaha maharba moz manane ke liye
aankh milane ke liye 
chandani jab talak hai jawa jhum le
chandani jab talak hai jawa jhum le
dali dali ghum le muh kaliyo ka chum le
dekh baharo ka shama nahi gawane ke liye  
aye jeha meherba moj manane ke liye
aankh milane ke liye 
zindagi kya khabar aaj hai kal na ho
zindagi kya khabar aaj hai kal na ho
pyar ki ye mehfil na ho, dil me ye hal chal na ho
koi mile na mile naz uthane ke liye 
hai jaha maharba moz manane ke liye
aankh milne ke liye 
do gahdi pyar kar muskara gaye ja 
do gahdi pyar kar muskara gaye ja 
kanto ko thukaraye ja phulo ko apnaye ja 
ek bahana duhand le rang jamane ke liye 
aye jaha maharba moz manane ke liye
aankh milane ke liye dil hai lagane ke liye
hai jaha maharba moz manane ke liye
aankh milane ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube